Eid Sad Poetry Biography
Source(google.com.pk)Shikwa hamein Manzoor nai
Aaj na koi Bahana hoga…
Aap ko humari Khushyon ke Qasm
Is Eid pr Aap ko
Nahana ho ga
****************************
Sada haste raho jaise haste hain,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phelao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath dost tumhe?
Mubarak ho Eid
****************************
Main Ne Chaha Tujhy Eid Pe Kuch Peish Karon
Jis Main Ehsas K Sub Rang Hon Roshan Roshan
Jis Main Ankhun K Trashy Huway Mooti Laakhon
Jis Main Shamil Hon Mere Qalab Ki Darkhan Darkhan
****************************
Khuda Tujhe Urooj Aisa Naseeb Kare,
Kay Rashk Tere Naseeb Per Falak Kare,
Har More Per Frishtay Hon Sath Tere,
Har Ghum Per Hifazat Tairi Khuda Kare...
****************************
Shugfta Shahdab Behad Adaab
Pholon Ki Mehak Aabsharon Ka Tarranum
Shabab Ka Umang, Kalion Ka Tabassam
Fizaon Main Rachi Khushboo Jaise
Sehar Angaiz Shagfoon, Dil Awez Naghmon Jaise
Bharpor Gungunate Khayal Main
Khush Kun Adain Jaise..
Khush Adaa Machalti, Gungunati, Reshmi Lehron Jaise
Haseen Yadoon Ki Jal Thal Jaise
Pur Kashish Eid Aayi Hai.
Is Dhanak Rang Mauqa Par Meri Janab Se
*Eid Mubarak*
****************************
Eid ka Din hai aaj to Glay mil le Nasir
Rasam Dunya bhi hai Moqa bhi hai Dastoor bhi hai.
****************************
Khushyon ki Sham aur Yadon ka yeh sama'n
Apni palkon peh har giz Sitare na layein gay
Rakhna sambhal kar chund Khushyan mere liye
Mein lot aayon ga to Eid manayein gay
****************************
Eid ke Chand ko dekhe na koi mere seva
Is ke didar ko aik Saal Guzara mein ne
****************************
Ghiron mein hain jo shaad, inhein Eid Mubarak
Jin ko nahi hum yaad, unhein Eid Mubarak
Maasoom se armanon'n ki maasoom si dunya
jo kar gaye bar bad, unhein Eid Mubarak
****************************
Chand hasta raha Raat gati rahi
Yaad mujhko tumhari Satati rahi
Tumko aana na tha, Tum na aaye sajan
Dekhte hi rahe rah, Mere nayan
Aas dipak jalati bujhati rahi
Yaad mujhko Tumhari satati rahi
****************************
Bin dekhe use yarab yeh Eid na guzre
Kar paida koi sabab yeh Eid na guzre
Dunya ko dekhaya hai ik Chand jo tu ne
Mujh ko bhi dekhade ab yeh Eid na guzre
*****************************
Aye Chand
Jab vo teri taraf dekhein
To inhein kuch yaad delana
Madhur se kuch geet sunana
Aur kehna.....!
Tumhein koi yaad karta hai
Teri Aarzu teri umeed karta hai
Koi aaj bhi
Tumhein dekh kar Eid karta hai
Eid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in Urdu
Eid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in UrduEid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in UrduEid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in UrduEid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in UrduEid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in UrduEid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in UrduEid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in UrduEid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in UrduEid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in UrduEid Sad Poetry Sad Poetry In Urdu For Girls Pics In English For Boys SMS Images Punjabi Wallpapers For Boys in Urdu |
No comments:
Post a Comment